Muhammad ka roza qareeb aa raha hai. Muhammad ka roza qareeb aa raha hai. bulandi pe apna naseeb araha hai farishton ye de do peghaam un ko Khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina,Madina,Madina,Madina bara lutf deta hai nam-e-Madina wafa tum na dekho ke hargiz kisi mein zamana wo aisa qareeb araha hai hifazat karo apney iman o deen ki zamana woh aisa ajeeb araha hai Muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna nasseeb aa raha hai farishton ye de do peghaam un ko khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina Tumhe kuch khabar hai kahan ja raha hun Rasool-e-Khuda hain wahan ja raha hoon Tumhe kuch khabar hai main kya pa raha hun mohabbat ka unki maza pa raha hoon chalo ja kay rehna Madinay main ab tou qiyamat ka manzar qareeb aa raha hai farishton yeh de do peghaam unko khabar Ja ke d...