Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2017

Muhammad (PBUH) Ka Roza Lyrics - Junaid Jamshed

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai. Muhammad ka roza qareeb aa raha hai. bulandi pe apna naseeb araha hai farishton ye de do peghaam un ko Khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina,Madina,Madina,Madina bara lutf deta hai nam-e-Madina wafa tum na dekho ke hargiz kisi mein zamana wo aisa qareeb araha hai hifazat karo apney iman o deen ki zamana woh aisa ajeeb araha hai Muhammad ka roza qareeb aa raha hai bulandi pe apna nasseeb aa raha hai farishton ye de do peghaam un ko khabar ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara Saeed aa raha hai Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina Tumhe kuch khabar hai kahan ja raha hun Rasool-e-Khuda hain wahan ja raha hoon Tumhe kuch khabar hai main kya pa raha hun  mohabbat ka unki maza pa raha hoon  chalo ja kay rehna Madinay main ab tou qiyamat ka manzar qareeb aa raha hai  farishton yeh de do peghaam unko khabar Ja ke d...

Mai Tu Ummati Hoon Lyrics - Junaid Jamshed Naat

Mai Tu Ummati Hoon is a nasheed by Junaid Jamshed which was released on 2016. Its lyrics are as shown below Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Be Sahara Hoon Daman Bhi Hai Khali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Gham Ke Andheron Ne Ghera Hua Hai Aaqa Dushwar Ab Jeena Mera Hua Hai Bigri Bana Do Meri Taiba Ke Wali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Jis Ko Bulaya Gaya Wohi Arsh e Bareen Hai Ap Ke Siwa Aisa Koi Nahi Hai Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai To Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Be Sahara Hoon Daman Bhi Hai Khali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali

Mere Nabi Pyaare Nabi Lyrics - Junaid Jamsheed Naat Sharif

Mere Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen  Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Tu hi shafat ki aman Ae Rahmatullil Alameen  Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Koe nahi tujh sa nahi Ae Rahmatullil Alameen Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Ae Nabi, Ae Nabi, Ae Nabii Tere dar par aye jo Daman ko bhar lay jaye wo Un jaliyoun ki shan kia Ek nazar hum par bi ho Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Tu hi shafat ki aman Ae Rahmatullil Alameen Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Koe nahi tujh sa nahi Ae Rahmatullil Alameen Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Ae Nabi, Ae Nabi, Ae Nabii Bad-e-Saba un ko bata is dard ki hai kya dawa Main tu mareez-e-ishq ho degi shafa un ki ata Ae Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen Mere Nabi Pyare Nabi Sunnat Teri Dunya o Deen  Tu hi shafat ki aman Ae Rahmatullil Alameen  Ae Nabi Pyare N...

Ilahi Teri Chokhat Per lyrics

Zahir ki ankh se na tamasha kare koi, Ho dekhna to deeda-e-dil wah kare koi, Parh bethay kiya samajh ker bhala toor per  kaleem Takkat ho deed ki to taqaza kare koi Ilahi teri chokhat per bhikari ban ker aya hoon, Sarapa faqr hoon, ijz-o-nadamat saath laya hoon, Bhikari woh ke jis ke paas jholi hai na payala hai, Bhikari woh jisey hiras-o-hawas nay maar dala hai, Mata-e-deen-o-danish, nafs ke hathon se lutwa ker. Sakoon-e-qalb ki daulat hawas ki bhent charha ker, Lutta ker sari poonji ghaflat-o-issyan ki daldal mein, Sahara lene aya hoon tere kaabay ke aanchal mein, Gunahon ki lipatt sey, kaynat-e-qalb afsurda, iraaday muzmehehal, himmat shikasta hoslay murda, Kahan say laoon takat dil ki sachi tarjumani ki, Ke kis jhanjhal mein guzri hein ghariyan zindagani ki. Khulasa yeh ke bus jull bhun ker apni roo-sayahi sey, Sarapa faqr ban ker apni haalat ki tabahi sey, Tere darbar mein laya hoon apni ab zaboon-h...