Skip to main content

Muhammad (PBUH) Ka Roza Lyrics - Junaid Jamshed

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai.

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai.

bulandi pe apna naseeb araha hai
farishton ye de do peghaam un ko
Khabar ja ke de do unko farishton
ke khadim tumhara Saeed aa raha hai

Madina,Madina,Madina,Madina bara lutf deta hai nam-e-Madina

wafa tum na dekho ke hargiz kisi mein
zamana wo aisa qareeb araha hai
hifazat karo apney iman o deen ki
zamana woh aisa ajeeb araha hai

Muhammad ka roza qareeb aa raha hai
bulandi pe apna nasseeb aa raha hai
farishton ye de do peghaam un ko
khabar ja ke de do unko farishton
ke khadim tumhara Saeed aa raha hai

Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina

Tumhe kuch khabar hai kahan ja raha hun
Rasool-e-Khuda hain wahan ja raha hoon
Tumhe kuch khabar hai main kya pa raha hun 
mohabbat ka unki maza pa raha hoon 
chalo ja kay rehna Madinay main ab tou
qiyamat ka manzar qareeb aa raha hai 
farishton yeh de do peghaam unko khabar Ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara saeed aa raha hai 

Madina Madina Madinaa Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina 

Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina ke khadim tumhara saeed aa raha hai ke khadim tumhara saeed aa raha hai 


Muhammad ka roza qareeb aa 
raha hai bulandi pe apna naseeb aa
raha hai 
farishton ye de do peghaam un ko 
khabar ja ke de do unko ke 
khadim tumhara Saeed aa raha hai 
Madina Madina Madina Madina 
bara lutf deta hai naam-e- Madina

Comments

  1. This is Useful. Thanks for sharing. May Allah Bless You. Also visit this website for Hadiths in Arabic, Urdu and English translation, Naats Lyrics, Islamic Blogs, Prayer Times, Qissas-ul-Anbia and 99 Names Of Allah with meaning and translation. IF Islam

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Ilahi Teri Chokhat Per lyrics

Zahir ki ankh se na tamasha kare koi, Ho dekhna to deeda-e-dil wah kare koi, Parh bethay kiya samajh ker bhala toor per  kaleem Takkat ho deed ki to taqaza kare koi Ilahi teri chokhat per bhikari ban ker aya hoon, Sarapa faqr hoon, ijz-o-nadamat saath laya hoon, Bhikari woh ke jis ke paas jholi hai na payala hai, Bhikari woh jisey hiras-o-hawas nay maar dala hai, Mata-e-deen-o-danish, nafs ke hathon se lutwa ker. Sakoon-e-qalb ki daulat hawas ki bhent charha ker, Lutta ker sari poonji ghaflat-o-issyan ki daldal mein, Sahara lene aya hoon tere kaabay ke aanchal mein, Gunahon ki lipatt sey, kaynat-e-qalb afsurda, iraaday muzmehehal, himmat shikasta hoslay murda, Kahan say laoon takat dil ki sachi tarjumani ki, Ke kis jhanjhal mein guzri hein ghariyan zindagani ki. Khulasa yeh ke bus jull bhun ker apni roo-sayahi sey, Sarapa faqr ban ker apni haalat ki tabahi sey, Tere darbar mein laya hoon apni ab zaboon-h...

Mai Tu Ummati Hoon Lyrics - Junaid Jamshed Naat

Mai Tu Ummati Hoon is a nasheed by Junaid Jamshed which was released on 2016. Its lyrics are as shown below Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Be Sahara Hoon Daman Bhi Hai Khali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Gham Ke Andheron Ne Ghera Hua Hai Aaqa Dushwar Ab Jeena Mera Hua Hai Bigri Bana Do Meri Taiba Ke Wali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai Tu Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Jis Ko Bulaya Gaya Wohi Arsh e Bareen Hai Ap Ke Siwa Aisa Koi Nahi Hai Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Jis Ki Na Baat Koi Rab Ne Bhi Taali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali Mai To Ummati Hoon Aye Shah e Umam Karden Mere Aaqa Ab Nazr e Karam Mai Tu Be Sahara Hoon Daman Bhi Hai Khali Nabiyon Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali